$type=slider$count=6$s=0$rm=0

Meditation Kya hai | Meditation kaise Kare | Meditation ke Fayde

SHARE:

Meditation Kya hai,Meditation kaise Kare,Meditation k Fayde, what is meditation in hindi, Meditation k nuksaan, Meditation ke benefits,hindimehealth

Meditation Kya hai | Meditation kaise Kare | Meditation ke Fayde

Yaha aap janege ki meditation kaise kare aur kaise kare,  (How to do meditation at home in Hindi), Fayde, Benefits etc. Aur videos se bhi sikhe
Meditation Kaise Kare | At Home | Benefits | Fayde | Hindi Jankari
Meditation Kaise Kare | At Home | Benefits | Fayde | Hindi Jankari

Meditation kya hai? 

Meditation ke jariye se dimag ki training ki jaati hai. Isse dimag ka fitness achha rahta hai, dimag ka fitness achha karke body ko bhi kai benefits hote hai.

To ab sawal hota hai ki meditation kaise kare?

Yah beginner ke liye hours tak baith kar kuch na sochna thoda difficult ho satka hai, kyonki dimag ek bandar ki tarah hota hai yah ek soch se dusre soch me minto me jata hai jiske shuruaat me rokna kaafi kathin ho sakta hai.

Meditation me apne dhyan ko lagaye rakhna ka sabse best tarika yahi hai ki apna dhyan breath (Saans) me lagaye, meditation ko achhe tarike se concentrate karke hi kiya jaa sakta hai.

Meditation par Concentration

Meditation par concentration karna hota hai yaani apne dhyan ko ek taraf lagana hota hai.

Uske liye aap apna dhyan breath (Saans) ki taraf le jaa sakte hai. Ya koi bhi single word ya mantra ko repeat kar karke us par apna dhyan laga skate hai, mombanti ki jyoti/aag (flam) ke point par dhyan laga sakte hai, ekdam shant me ghadi ke kaante ki awaj par dhyan laga sakte hai. Iss tarah se aap apna focus bana sakte hai. Aur shuru me kewal apka focus kuch minutes ke liye bana rahega but after a time apke focus karne ki capacity aur time badhta hi jaega.

Meditation ke Fayde

  • Blood Presser (BP) ko sahi rakhta hai
  • Blood ka circulation (prasaar) improve karta hai
  • Heart Ke liye acha hai
  • Stress and Thakaan kam karta hai
  • Dimag ko aaraam deta hai
  • Chinta kam karta hai
  • Saans ki samasya dur karta hai
  • Positive thinking (Sakaratmak Vichar) improve karta hai

Meditation Kaise Kare?

Finally ab jante hai ki meditation kaise karte hai:

  1. Apni ek shant jagah chune, jaha par kisi gadi, tv, bachhe ke rone ki awaj, logo ki awaj na aaye.
  2. Phir meditation ke liye comfortable aur yogya kapde pahne taaki apko achha feel ho.
  3. Phir Sabse pahle ek chair par baith jaye aur halki si apni back (kamar) ko sidhi kar de.
  4. Apni aankhe band kar de.
  5. Saans par koi bhi control karne ki koshish nahi kare, naturally hi saans le.
  6. Phir apne Saans par dhyan de jaise kis tarah se apki saans andar aur bahar hoti hai. Apne chest, shoulders, Pet, pasli ko obverse (gour/dhyan lagana) kare. Apne saans ko control karne par dhyan nahi de. Jab apka dimag dusri faltu baaton par jaane lagta hai to wapas se apna dhyan saans par laga de.
    Shuru me yah practice 2-3 minutes ke liye kare phir dheere-dheere ise badhate rahe.

Meditation kaise kare? Video se sikhe

Meditation ko aur bahtar tarike se samjhne ke liye in Sandeep Maheshwari ki in vidoes ko dhyan se dekhe.



Disclaimer

किसी भी व्यायाम कार्यक्रम में भाग लेने से पहले या योग कार्लो वेबसाइट और / या सेवाओं के माध्यम से वर्णित और / या सुलभ हो सकने वाले किसी भी फिटनेस उत्पादों या सेवाओं का उपयोग करने से पहले, व्यायाम शुरू करने से पहले एक डॉक्टर या विशेषज्ञों से परामर्श करें।
नाम

कब्ज का रामबाण इलाज,2,कोरोना वायरस लक्षण,1,घरेलू खेल,2,घरेलू नुस्खे,14,निबंध,2,न्यू मेहंदी डिजाइन,5,पतंजलि आयुर्वेद दवा लिस्ट price,1,सरल मेहंदी डिजाइन फोटो,5,सरल मेहंदी डिजाइन फोटो 2021,5,Beauty Products,12,Biography,6,education,5,fitness tips,20,health policy,6,Healthy knowledge,42,Home Remedies,26,Interesting facts,6,Loans guide,3,Mehndi Designs,5,patanjali all products list in hindi,1,patanjali products list with price 2021 pdf,1,Plants,2,Punjab history culture,2,Saman list,1,Shayari,3,Sponsor post,1,suvichar,1,thyroid ke lakshan,2,Weight Fits,5,
ltr
item
Hindimehealth: Meditation Kya hai | Meditation kaise Kare | Meditation ke Fayde
Meditation Kya hai | Meditation kaise Kare | Meditation ke Fayde
Meditation Kya hai,Meditation kaise Kare,Meditation k Fayde, what is meditation in hindi, Meditation k nuksaan, Meditation ke benefits,hindimehealth
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEhTpfstDWRd0HLQIUG6OE0JbKSb6TTN7sdaJu_eL-FLyGivpLPrUu6GeTFdjNUnLx302_5EVr9W8weAI2Tea4RCYwyQymDkUNu_YqjChnmzoDoDtGm5bloPR-6tI5JG4wyZb5ONlwryE4Fb/w320-h213/Hnet.com-image.jpg
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEhTpfstDWRd0HLQIUG6OE0JbKSb6TTN7sdaJu_eL-FLyGivpLPrUu6GeTFdjNUnLx302_5EVr9W8weAI2Tea4RCYwyQymDkUNu_YqjChnmzoDoDtGm5bloPR-6tI5JG4wyZb5ONlwryE4Fb/s72-w320-c-h213/Hnet.com-image.jpg
Hindimehealth
https://www.hindimehealth.in/2020/10/meditation-kaise-kare-at-home-benefits.html
https://www.hindimehealth.in/
https://www.hindimehealth.in/
https://www.hindimehealth.in/2020/10/meditation-kaise-kare-at-home-benefits.html
true
94297317232341471
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content